पेपर लीक अब राष्ट्रीय अपराध जैसा ट्रीट हो — campaign cover art#0006
#0006·darj 23/07/2026·Education & ExamsNew

पेपर लीक अब राष्ट्रीय अपराध जैसा ट्रीट हो

Har leak lakhon saal ki mehnat ek PDF mein bech deta hai. Maang: Public Examinations Act ka sakht enforcement, sealed chain of custody, whistleblower protection, aur time-bound saza.

Started by Awaaz Team — platform ki apni entry, honesty ke saath labelled

Har paper leak lakhon students ki saalon ki mehnat ek PDF mein bech deta hai.

Maang:

1. Public Examinations (Prevention of Unfair Means) Act, 2024 ka sakht enforcement.

2. Printing-se-centre tak sealed, tamper-evident digital chain of custody.

3. Leak cases ke liye fast-track courts aur time-bound saza.

4. Ek protected leak-reporting channel, whistleblower protection ke saath.

Hawale (sources)

  1. [1] CBI probe coverage
  2. [2] Public Examinations Act, 2024 — text

Har factual claim ka source zaroori hai; maangein maang ki tarah phrase hoti hain.

Campaigns user speech hain, Awaaz ka endorsement nahin. Guideline todti entry? Report karo.

Chat rooms — members ke liye →